walid ke intiqal parShayari By 16 Aug 2021 08:11:24 AMNazmwo chaalis raaton se soya na tha wo khwabon ko unton pe lade hue raat ke regzaron mein chalta raha chandni ki chitaon mein jalta raha [...] Continue Reading... Share on:
un ke hone se baKHt hote hainShayari By 04 Dec 2020 05:35:34 AMSherun ke hone se bakht hote hain bap ghar ke darakht hote hain Continue Reading... Share on:
marhum aur mahrumShayari By 30 Nov 2020 07:55:13 AMNazmmeri hayat ye hai aur ye tumhaari qaza ziyaada kis se kahun aur kis ko kam bolo tum ahl-e-khana rahe aur main yatim hua tumhaara dard bada hai ya mera gham bolo [...] Continue Reading... Share on:
ek buDhaShayari By 30 Nov 2020 05:50:01 AMNazmek budha bistar-e-marg pe hai bimar badan lachaar badan sansen bhi kuchh bojhal si hain aur aankhen bhi jal-thal si hain [...] Continue Reading... Share on:
mujhko chhanw mein rakha aur KHud bhi wo jalta rahaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermujh ko chhanw mein rakha aur khud bhi wo jalta raha main ne dekha ek farishta bap ki parchhain mein Continue Reading... Share on:
in ka uThna nahin hai hashr se kamShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherin ka uthna nahin hai hashr se kam ghar ki diwar bap ka saya Continue Reading... Share on: