chadar aur chaar-diwariShayari By 16 Aug 2021 08:01:42 AMNazmhuzur main is siyah chadar ka kya karungi ye aap kyun mujh ko bakhshte hain ba-sad inayat four walls and a black veil na sog mein hun ki us ko odhun [...] Continue Reading... Share on:
dam-e-tahrirShayari By 14 Jul 2021 05:56:05 PMNazmdam-e-tahrir jin napak gandi auraton se kausar-o-tasnim katra ke guzrengi jin par dudh aur shahd ke pyale haram kar diye jaenge [...] Continue Reading... Share on:
lahu ki mauj mein jina mere hisse mein aaya haiShayari By 21 Apr 2021 02:12:56 PMGhazallahu ki mauj mein jina mere hisse mein aaya hai bhanwar banta hua dariya mere hisse mein aaya hai sunahri ahd-e-mazi ki riwayat hum se thi lekin faqat dimak laga panna mere hisse mein aaya hai [...] Continue Reading... Share on:
main bach gai manShayari By 10 Dec 2020 12:02:03 PMNazmmain bach gai man main bach gai man tere kachche lahu ki mehndi mere por por mein rach gai man [...] Continue Reading... Share on:
inqalab-e-filistinShayari By 20 Nov 2020 10:44:12 PMNazmdekhta hai kaun sahra ke bagulon ki taraf jo nazar uthti hai bas jati hai phulon ki taraf aish mein rah kar hamein kuchh bhi khayal-e-gham nahin muskurahat lab pe hai aankhen magar pur-nam nahin [...] Continue Reading... Share on:
beradaran-e-watan seShayari By 18 Nov 2020 10:44:12 PMNazmmulk ki haalat pe sinon se dhuan uthta nahin saz-e-dil khamosh hain shor-e-fughan uthta nahin kis liye aankhon se tufan-e-nihan uthta nahin phul raunde ja rahe hain baghban uthta nahin [...] Continue Reading... Share on: