karwan guzar gayaShayari By Gopaldas Neeraj28 Jan 2021 02:58:10 AMGeetswapn jhade phul se mit chubhe shul se lut gae singar sabhi bagh ke babul se aur hum khade khade bahaar dekhte rahe [...] Continue Reading... Share on:
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le loShayari By Sudarshan Fakir27 Jan 2021 01:18:17 AMGeetye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo bhale chhin lo mujh se meri jawani magar mujh ko lauta do bachpan ka sawan wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani [...] Continue Reading... Share on:
ai mohabbat tere anjam pe rona aayaShayari By Shakeel Badayuni19 Nov 2020 02:03:50 AMGhazalai mohabbat tere anjam pe rona aaya jaane kyun aaj tere nam pe rona aaya love your sad conclusion makes me weep wonder why your mention makes me weep [...] Continue Reading... Share on:
ai ishq ye sab duniya wale be-kar ki baaten karte hainShayari By Shakeel Badayuni19 Nov 2020 02:03:32 AMGhazalai ishq ye sab duniya wale be-kar ki baaten karte hain pael ke ghamon ka ilm nahin jhankar ki baaten karte hain har dil mein chhupa hai tir koi har panw mein hai zanjir koi puchhe koi in se gham ke maze jo pyar ki baaten karte hain [...] Continue Reading... Share on:
zindagi jab bhi teri bazm mein lati hai hameinShayari By Shahryar26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalzindagi jab bhi teri bazm mein lati hai hamein ye zamin chand se behtar nazar aati hai hamein surkh phulon se mahak uthti hain dil ki rahen din dhale yun teri aawaz bulati hai hamein [...] Continue Reading... Share on:
ye kya jagah hai dosto ye kaun sa dayar haiShayari By Shahryar26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye kya jagah hai dosto ye kaun sa dayar hai had-e-nigah tak jahan ghubar hi ghubar hai har ek jism ruh ke azab se nidhaal hai har ek aankh shabnami har ek dil figar hai [...] Continue Reading... Share on: