pariyon aisa rup hai jis ka laDkon aisa nanwShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherpariyon aisa rup hai jis ka ladkon aisa nanw sare dhande chhod-chhad ke chaliye us ke ganw Continue Reading... Share on:
bata ai abr musawat kyun nahin kartaShayari By 23 Nov 2020 12:57:40 AMSherbata ai abr musawat kyun nahin karta hamare ganw mein barsat kyun nahin karta Continue Reading... Share on:
shahr ki is bhiD mein chal to raha hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShershahr ki is bhid mein chal to raha hun zehn mein par ganw ka naqsha rakha hai Continue Reading... Share on:
aKHroT khaen tapen angeThi pe aag aaShayari By 11 Nov 2020 01:18:53 AMSherakhrot khaen tapen angethi pe aag aa raste tamam ganw ke kohre se at gae Continue Reading... Share on:
ek aur khet pakki saDak ne nigal liyaShayari By 07 Nov 2020 09:46:25 PMSherek aur khet pakki sadak ne nigal liya ek aur ganw shahar ki wusat mein kho gaya Continue Reading... Share on:
manzaron ki bhiD aisi to kabhi dekhi na thiShayari By 09 Nov 2020 04:02:32 PMShermanzaron ki bhid aisi to kabhi dekhi na thi ganw achchha tha magar us mein koi ladki na thi Continue Reading... Share on: