zalzala aaya to diwaron mein dab jaungaShayari By 01 Mar 2021 01:24:49 PMSherzalzala aaya to diwaron mein dab jaunga log bhi kahte hain ye ghar bhi daraata hai mujhe Continue Reading... Share on:
wahan hamara koi muntazir nahin phir bhiShayari By 29 Dec 2020 06:45:44 PMSherwahan hamara koi muntazir nahin phir bhi hamein na rok ki ghar jaana chahte hain hum Continue Reading... Share on:
andar andar khokhle ho jate hain gharShayari By 22 Feb 2021 01:15:03 AMSherandar andar khokhle ho jate hain ghar jab diwaron mein pani bhar jata hai Continue Reading... Share on:
mujhe bhi lamha-e-hijrat ne kar diya taqsimShayari By 23 Nov 2020 04:04:17 PMShermujhe bhi lamha-e-hijrat ne kar diya taqsim nigah ghar ki taraf hai qadam safar ki taraf Continue Reading... Share on:
ghar ki tamir tasawwur hi mein ho sakti haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherghar ki tamir tasawwur hi mein ho sakti hai apne naqshe ke mutabiq ye zamin kuchh kam hai Continue Reading... Share on:
ab ghar bhi nahin ghar ki tamanna bhi nahin haiShayari By 19 Nov 2020 03:57:48 PMSherab ghar bhi nahin ghar ki tamanna bhi nahin hai muddat hui socha tha ki ghar jaenge ek din Continue Reading... Share on: