rahmaton se nibah mein guzriShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherrahmaton se nibah mein guzri umr sari gunah mein guzri Continue Reading... Share on:
ruh mein rengti rahti hai gunah ki KHwahishShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherruh mein rengti rahti hai gunah ki khwahish is amarbel ko ek din koi diwar mile Continue Reading... Share on:
mujhe gunah mein apna suragh milta haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermujhe gunah mein apna suragh milta hai wagarna parsa-o-din-dar main bhi tha Continue Reading... Share on:
gunahgar to rahmat ko munh dikha na sakaShayari By 12 Nov 2020 12:39:55 AMShergunahgar to rahmat ko munh dikha na saka jo be-gunah tha wo bhi nazar mila na saka Continue Reading... Share on:
mahsus bhi ho jae to hota nahin bayanShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermahsus bhi ho jae to hota nahin bayan nazuk sa hai jo farq gunah o sawab mein Continue Reading... Share on:
gunahon se hamein raghbat na thi magar ya rabShayari By 16 Nov 2020 09:55:18 PMShergunahon se hamein raghbat na thi magar ya rab teri nigah-e-karam ko bhi munh dikhana tha o lord, i was not drawn to sinning all the time how else could i confront your mercy so sublime [...] Continue Reading... Share on: