ab ke mili shikast meri or se mujheShayari By 01 Sep 2023 12:19:04 AMSherab ke mili shikast meri or se mujhe jitwa diya gaya kisi kamzor se mujhe Continue Reading... Share on:
dushman mujh par ghaalib bhi aa sakta haiShayari By 31 Aug 2023 08:01:37 PMSherdushman mujh par ghaalib bhi aa sakta hai haar meri majburi bhi ho sakti hai Continue Reading... Share on:
jahan nigar-e-sahar pairahan utarti haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaljahan nigar-e-sahar pairahan utarti hai wahin pe raat sitaron ka khel haarti hai shab-e-visal tere dil ke sath lag kar bhi meri luti hui duniya tujhe pukarti hai [...] Continue Reading... Share on:
pahaD kaTne wale zamin se haar gaeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherpahad katne wale zamin se haar gae isi zamin mein dariya samae hain kya kya Continue Reading... Share on:
hum aaj rah-e-tamanna mein ji ko haar aaeShayari By 24 Nov 2020 09:19:37 AMSherhum aaj rah-e-tamanna mein ji ko haar aae na dard-o-gham ka bharosa raha na duniya ka Continue Reading... Share on:
dil sa wahshi kabhi qabu mein na aaya yaroShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherdil sa wahshi kabhi qabu mein na aaya yaro haar kar baith gae jal bichhane wale Continue Reading... Share on: