haar ho jati hai jab man liya jata haiShayari By 19 Nov 2020 01:53:19 AMSherhaar ho jati hai jab man liya jata hai jit tab hoti hai jab than liya jata hai Continue Reading... Share on:
siyah raat nahin leti nam Dhalne kaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShersiyah raat nahin leti nam dhalne ka yahi to waqt hai suraj tere nikalne ka Continue Reading... Share on:
siyah raat nahin leti nam Dhalne kaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsiyah raat nahin leti nam dhalne ka yahi to waqt hai suraj tere nikalne ka yahan se guzre hain guzrenge hum se ahl-e-wafa ye rasta nahin parchhaiyon ke chalne ka [...] Continue Reading... Share on:
hazar barq gire lakh aandhiyan uTThenShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhazar barq gire lakh aandhiyan utthen wo phul khil ke rahenge jo khilne wale hain Continue Reading... Share on:
hawa KHafa thi magar itni sang-dil bhi na thiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhawa khafa thi magar itni sang-dil bhi na thi hamin ko shama jalane ka hausla na hua Continue Reading... Share on:
safar mein dhup to hogi jo chal sako to chaloShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsafar mein dhup to hogi jo chal sako to chalo sabhi hain bhid mein tum bhi nikal sako to chalo kisi ke waste rahen kahan badalti hain tum apne aap ko khud hi badal sako to chalo [...] Continue Reading... Share on: