kuchh to hawa bhi sard thi kuchh tha tera KHayal bhiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkuchh to hawa bhi sard thi kuchh tha tera khayal bhi dil ko khushi ke sath sath hota raha malal bhi Continue Reading... Share on:
koi charag jalata nahin saliqe seShayari By 04 Nov 2020 01:38:37 AMSherkoi charag jalata nahin saliqe se magar sabhi ko shikayat hawa se hoti hai Continue Reading... Share on:
hawa to hai hi muKhaalif mujhe Daraata hai kyaShayari By 04 Nov 2020 01:37:20 AMSherhawa to hai hi mukhalif mujhe daraata hai kya hawa se puchh ke koi diye jalata hai kya Continue Reading... Share on:
ghuTan to dil ki rahi qasr-e-marmarin mein bhiShayari By 05 Nov 2020 08:13:38 PMSherghutan to dil ki rahi qasr-e-marmarin mein bhi na raushni se hua kuchh na kuchh hawa se hua Continue Reading... Share on:
ye hawa yun hi KHak chhanti haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherye hawa yun hi khak chhanti hai ya koi chiz kho gai hai yahan Continue Reading... Share on:
hawa chali to koi naqsh-e-motabar na bachaShayari By 03 Nov 2020 02:39:22 PMSherhawa chali to koi naqsh-e-motabar na bacha koi diya koi baadal koi shajar na bacha Continue Reading... Share on: