tere badan ki KHalaon mein aankh khulti haiShayari By 03 Sep 2022 11:42:01 AMShertere badan ki khalaon mein aankh khulti hai hawa ke jism se jab jab lipat ke sota hun Continue Reading... Share on:
jurm-e-ulfat pe hamein log saza dete hainShayari By 23 Mar 2021 11:39:57 PMSherjurm-e-ulfat pe hamein log saza dete hain kaise nadan hain shoalon ko hawa dete hain Continue Reading... Share on:
chheD kar jaise guzar jati hai doshiza hawaShayari By 22 Jun 2022 10:15:24 AMSherchhed kar jaise guzar jati hai doshiza hawa der se khamosh hai gahra samundar aur main Continue Reading... Share on:
charagh ghar ka ho mahfil ka ho ki mandir kaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShercharagh ghar ka ho mahfil ka ho ki mandir ka hawa ke pas koi maslahat nahin hoti Continue Reading... Share on:
mere suraj aa! mere jism pe apna saya karShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermere suraj aa! mere jism pe apna saya kar badi tez hawa hai sardi aaj ghazab ki hai Continue Reading... Share on:
hawa KHafa thi magar itni sang-dil bhi na thiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhawa khafa thi magar itni sang-dil bhi na thi hamin ko shama jalane ka hausla na hua Continue Reading... Share on: