o wasl mein munh chhupane waleShayari By 31 Oct 2020 07:51:36 AMShero wasl mein munh chhupane wale ye bhi koi waqt hai haya ka Continue Reading... Share on:
kabhi haya unhen aai kabhi ghurur aayaShayari By 09 Nov 2020 09:05:43 PMSherkabhi haya unhen aai kabhi ghurur aaya hamare kaam mein sau sau tarah futur aaya Continue Reading... Share on:
un ras bhari aankhon mein haya khel rahi haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherun ras bhari aankhon mein haya khel rahi hai do zahr ke pyalon mein qaza khel rahi hai Continue Reading... Share on:
ishwa bhi hai shoKHi bhi tabassum bhi haya bhiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherishwa bhi hai shokhi bhi tabassum bhi haya bhi zalim mein aur ek baat hai is sab ke siwa bhi Continue Reading... Share on:
haya se sar jhuka lena ada se muskura denaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhaya se sar jhuka lena ada se muskura dena hasinon ko bhi kitna sahl hai bijli gira dena how easy is for these maidens to make the lightening fall [...] Continue Reading... Share on:
sharm dahshat jhijhak pareshaniAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitasharm dahshat jhijhak pareshani naz se kaam kyun nahin letin aap wo ji magar ye sab kya hai tum mera nam kyun nahin letin Continue Reading... Share on: