apne rasm-o-riwaj kho baiTheShayari By 03 Jun 2021 10:31:54 PMSherapne rasm-o-riwaj kho baithe baqi ab khandan mein kya hai Continue Reading... Share on:
aazadiyon ke shauq o hawas ne hamein adilShayari By 03 Feb 2021 10:46:42 AMSheraazadiyon ke shauq o hawas ne hamein 'adil' ek ajnabi zamin ka qaidi bana diya Continue Reading... Share on:
mujhe bhi lamha-e-hijrat ne kar diya taqsimShayari By 23 Nov 2020 04:04:17 PMShermujhe bhi lamha-e-hijrat ne kar diya taqsim nigah ghar ki taraf hai qadam safar ki taraf Continue Reading... Share on:
ghar to kya ghar ka nishan bhi nahin baqi safdarShayari By 17 Nov 2020 01:49:26 PMSherghar to kya ghar ka nishan bhi nahin baqi 'safdar' ab watan mein kabhi jaenge to mehman honge Continue Reading... Share on:
kuchh be-Thikana karti rahin hijraten mudamShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkuchh be-thikana karti rahin hijraten mudam kuchh meri wahshaton ne mujhe dar-ba-dar kiya Continue Reading... Share on:
abhi to ek watan chhoD kar hi nikle hainShayari By 20 Nov 2020 10:26:13 PMSherabhi to ek watan chhod kar hi nikle hain hanuz dekhni baqi hain hijraten kya kya Continue Reading... Share on: