mere tawiz mein jo kaghaz haiShayari By 17 Jun 2022 10:37:31 PMShermere tawiz mein jo kaghaz hai us pe likkha hai mohabbat karna Continue Reading... Share on:
kis ne aabaad kiya hai mari virani koShayari By 26 Mar 2022 11:38:05 AMSherkis ne aabaad kiya hai mari virani ko ishq ne? ishq to bimar pada hai mujh mein Continue Reading... Share on:
wo to ghazal suna ke akela khaDa rahaShayari By 18 Jan 2022 03:20:09 AMSherwo to ghazal suna ke akela khada raha sab apne apne chahne walon mein kho gae Continue Reading... Share on:
kahin chand rahon mein kho gaya kahin chandni bhi bhaTak gaiShayari By 09 Oct 2021 11:12:10 PMGhazalkahin chand rahon mein kho gaya kahin chandni bhi bhatak gai main charagh wo bhi bujha hua meri raat kaise chamak gai meri dastan ka uruj tha teri narm palkon ki chhanw mein mere sath tha tujhe jagna teri aankh kaise jhapak gai [...] Continue Reading... Share on:
kuchh to duniya ki inayat ne dil toD diyaShayari By 16 Aug 2021 02:38:11 AMGhazalkuchh to duniya ki inayat ne dil tod diya aur kuchh talkhi-e-haalat ne dil tod diya this world's benefaction broke my heart to some extent and then by bitter circumstance partly my heart was rent [...] Continue Reading... Share on:
raat huiShayari By 04 Aug 2021 12:23:46 AMNazmtum ko pa lene ki dhun mein duniya odhi rang-birange kapde pahne peshani par suraj bandha [...] Continue Reading... Share on: