izhaar-e-ishq us se na karna tha sheftaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherizhaar-e-ishq us se na karna tha 'shefta' ye kya kiya ki dost ko dushman bana diya Continue Reading... Share on:
aur is se pahle ki sabit ho jurm-e-KHamoshiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSheraur is se pahle ki sabit ho jurm-e-khamoshi hum apni rae ka izhaar karna chahte hain Continue Reading... Share on:
sine se dil nikal ke hathon pe rakh diyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShersine se dil nikal ke hathon pe rakh diya main ne to bas kaha tha ki dhadkan ka shor hai Continue Reading... Share on:
haal-e-dil yar ko mahfil mein sunaen kyun-karShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhaal-e-dil yar ko mahfil mein sunaen kyun-kar muddai kan idhar aur udhar rakhte hain Continue Reading... Share on:
haal-e-dil sunte nahin ye kah ke KHush kar dete hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhaal-e-dil sunte nahin ye kah ke khush kar dete hain phir kabhi fursat mein sun lenge kahani aap ki Continue Reading... Share on:
ye kahna tha un se mohabbat hai mujhkoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherye kahna tha un se mohabbat hai mujh ko ye kahne mein mujh ko zamane lage hain Continue Reading... Share on: