tum gul the hum nikhaar abhi kal ki baat haiShayari By 24 Jun 2022 12:15:16 PMGhazaltum gul the hum nikhaar abhi kal ki baat hai hum se thi sab bahaar abhi kal ki baat hai begana samjho ghair kaho ajnabi kaho apnon mein tha shumar abhi kal ki baat hai [...] Continue Reading... Share on:
bichhaD gae to ye dil umr bhar lagega nahinShayari By 18 Jun 2022 12:05:05 AMSherbichhad gae to ye dil umr bhar lagega nahin lagega lagne laga hai magar lagega nahin Continue Reading... Share on:
kitni be-nur thi din bhar nazar-e-parwanaShayari By 29 Aug 2021 10:24:35 PMGhazalkitni be-nur thi din bhar nazar-e-parwana raat aai to hui hai sahar-e-parwana shama jalte hi yahan hashr ka manzar hoga phir koi pa na sakega khabar-e-parwana [...] Continue Reading... Share on:
chupke chupke raat din aansu bahana yaad haiShayari By 02 Aug 2021 01:54:34 PMGhazalchupke chupke raat din aansu bahana yaad hai hum ko ab tak aashiqi ka wo zamana yaad hai ba-hazaran iztirab o sad-hazaran ishtiyaq tujh se wo pahle-pahal dil ka lagana yaad hai [...] Continue Reading... Share on:
kuchh KHabar le ki teri mahfil seShayari By 23 Feb 2021 07:29:52 PMSherkuchh khabar le ki teri mahfil se dur baitha hai jaan-ba-lab koi Continue Reading... Share on:
tere hote to bayaban bhi the gulshan sareShayari By 03 Feb 2021 10:56:00 AMShertere hote to bayaban bhi the gulshan sare tu nahin hai to ye duniya hai bayaban jaanan Continue Reading... Share on: