tujhse barham hun kabhi KHud se KHafaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShertujh se barham hun kabhi khud se khafa kuchh ajab raftar hai tere baghair Continue Reading... Share on:
jis ki hawas ke waste duniya hui azizShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherjis ki hawas ke waste duniya hui aziz wapas hue to us ki mohabbat khafa mili Continue Reading... Share on:
KHafa dekha hai usko KHwab mein dil saKHt muztar haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkhafa dekha hai us ko khwab mein dil sakht muztar hai khila de dekhiye kya kya gul-e-tabir-e-khwab apna Continue Reading... Share on:
KHuda se log bhi KHaif kabhi theShayari By 22 Nov 2020 09:55:18 PMSherkhuda se log bhi khaif kabhi the magar logon se ab khaif khuda hai Continue Reading... Share on:
chheD mat har dam na aaina dikhaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherchhed mat har dam na aaina dikha apni surat se khafa baithe hain hum Continue Reading... Share on:
ya KHafa hote the hum to minnaten karte the aapShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherya khafa hote the hum to minnaten karte the aap ya khafa hain hum se wo aur hum mana sakte nahin Continue Reading... Share on: