dur kyun jaun yahin jalwa-numa baiTha haiShayari By Muztar Khairabadi26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldur kyun jaun yahin jalwa-numa baitha hai dil mera arsh hai aur us pe khuda baitha hai but-kade mein tere jalwe ne tarashe patthar jis ne dekha yahi jaana ki khuda baitha hai [...] Continue Reading... Share on:
hai safar mein karwan-e-bahr-o-bar kis ke liyeShayari By Mohammad Khalid09 Nov 2020 02:26:07 PMGhazalhai safar mein karwan-e-bahr-o-bar kis ke liye ho raha hai ehtimam-e-khushk-o-tar kis ke liye kis ki khatir zaiqon ki sakhtiyon mein hain samar aur jhuk jati hai shakh-e-barwar kis ke liye [...] Continue Reading... Share on:
raunaq-e-besh-o-kam kis ke hone se haiShayari By Athar Nafees26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalraunaq-e-besh-o-kam kis ke hone se hai mausam-e-khushk-o-nam kis ke hone se hai kis ka chehra banati hain ye saaten waqt ka zer-o-bam kis ke hone se hai [...] Continue Reading... Share on:
maine lauh-o-qalam ki duniya koAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitamain ne lauh-o-qalam ki duniya ko jashn-e-dar-o-salib samjha hai ai tanaffus ke jaanchne wale tujh ko kitna qarib samjha hai Continue Reading... Share on: