amal ka radd-e-amal waqt ka jawab hun mainShayari By Nusrat Mehdi12 Nov 2020 01:00:04 AMGhazalamal ka radd-e-amal waqt ka jawab hun main qubul kijiye qudrat ka intikhab hun main aziyyaton ka safar sabr aur khamoshi abhi to sare mahazon pe kaamyab hun main [...] Continue Reading... Share on:
jawed ke namAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMNazmdayar-e-ishq mein apna maqam paida kar naya zamana nae subh o sham paida kar khuda agar dil-e-fitrat-shanas de tujh ko sukut-e-lala-o-gul se kalam paida kar utha na shishagaran-e-farang ke ehsan sifal-e-hind se mina o jam paida kar main shakh-e-tak hun meri ghazal hai mera samar mere samar se mai-e-lala-fam paida kar mera tariq amiri nahin faqiri hai khudi na bech gharibi mein nam paida kar Continue Reading... Share on: