dilon ko tere tabassum ki yaad yun aaiShayari By 02 Sep 2023 01:59:28 PMSherdilon ko tere tabassum ki yaad yun aai ki jagmaga uthen jis tarah mandiron mein charagh Continue Reading... Share on:
wo KHush hua ki usko KHasara nahin huaShayari By 19 Jul 2023 05:25:03 PMSherwo khush hua ki us ko khasara nahin hua main ro raha tha mera sahaara chala gaya Continue Reading... Share on:
kuchh is ada se mohabbat-shanas hona haiShayari By 23 Mar 2021 01:50:32 PMSherkuchh is ada se mohabbat-shanas hona hai khushi ke bab mein mujh ko udas hona hai Continue Reading... Share on:
are o aasman wale bata isMein bura kya haiShayari By 13 Mar 2021 11:39:57 PMSherare o aasman wale bata is mein bura kya hai khushi ke chaar jhonke gar idhar se bhi guzar jaen Continue Reading... Share on:
sunte hain KHushi bhi hai zamane mein koi chizShayari By 04 Dec 2020 05:17:18 AMShersunte hain khushi bhi hai zamane mein koi chiz hum dhundte phirte hain kidhar hai ye kahan hai Continue Reading... Share on:
ab to KHushi ka gham hai na gham ki KHushi mujheShayari By 21 Nov 2020 07:31:56 PMSherab to khushi ka gham hai na gham ki khushi mujhe be-his bana chuki hai bahut zindagi mujhe Continue Reading... Share on: