wo kitabShayari By 10 Dec 2020 12:16:15 PMNazmmeri zindagi ki likhi hui mere taq-e-dil pe saji hui wo kitab ab bhi hai muntazir jise main kabhi nahin padh saki [...] Continue Reading... Share on:
kitab gumrah kar rahi haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmkitab gumrah kar rahi hai pa ek yaqin hai ki itni gumrahiyon ke pichhe koi to ek rah hogi [...] Continue Reading... Share on:
kuchh apne kaam nahin aawe jam-e-jam ki kitabShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkuchh apne kaam nahin aawe jam-e-jam ki kitab kifayat apne ko bas ek apne gham ki kitab nahin khayal siwa us ke aur hai dil mein jo maktab ishq mein jaise padha sanam ki kitab [...] Continue Reading... Share on:
bad-shuguniShayari By 31 Oct 2020 03:29:47 PMNazmajab ghadi thi kitab kichad mein gir padi thi chamakte lafzon ki maili aankhon mein uljhe aansu bula rahe the magar mujhe hosh hi kahan tha [...] Continue Reading... Share on:
ramzAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMNazmtum jab aaogi to khoya hua paogi mujhe meri tanhai mein khwabon ke siwa kuchh bhi nahin mere kamre ko sajaane ki tamanna hai tumhein mere kamre mein kitabon ke siwa kuchh bhi nahin in kitabon ne bada zulm kiya hai mujh par in mein ek ramz hai jis ramz ka mara hua zehn muzhda-e-ishrat-e-anjam nahin pa sakta zindagi mein kabhi aaram nahin pa sakta Continue Reading... Share on: