kal us key aankh ne kya zinda guftugu key thiShayari By 23 Mar 2021 09:05:07 PMSherkal us key aankh ne kya zinda guftugu key thi guman tak na hua wo bichhadne wala hai Continue Reading... Share on:
yun teri rahguzar se diwana-war guzreShayari By 21 Mar 2021 07:48:33 PMSheryun teri rahguzar se diwana-war guzre kandhe pe apne rakh ke apna mazar guzre Continue Reading... Share on:
ayaadat hoti jati hai ibaadat hoti jati haiShayari By 11 Mar 2021 07:48:33 PMSherayaadat hoti jati hai ibaadat hoti jati hai mere marne ki dekho sab ko aadat hoti jati hai Continue Reading... Share on:
widaa karti hai rozana zindagi mujhkoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherwidaa karti hai rozana zindagi mujh ko main roz maut ke manjdhaar se nikalta hun Continue Reading... Share on:
maut ke sath hui hai meri shadi so zafarShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermaut ke sath hui hai meri shadi so 'zafar' umr ke aakhiri lamhat mein dulha hua main Continue Reading... Share on:
maut mangi thi KHudai to nahin mangi thiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermaut mangi thi khudai to nahin mangi thi le dua kar chuke ab tark-e-dua karte hain Continue Reading... Share on: