jahan se aae the shayad wahin chale gae hainShayari By Shanawar Ishaq26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaljahan se aae the shayad wahin chale gae hain wo sahiban-e-bashaarat kahin chale gae hain zamin pe rengte rahne ko hum jo hain maujud jo ahl-e-sharm the zer-e-zamin chale gae hain [...] Continue Reading... Share on:
phul se logon ko miTTi mein mila kar aaegiShayari By Shakeel Sarosh19 Nov 2020 08:38:15 PMGhazalphul se logon ko mitti mein mila kar aaegi chal rahi hai jo hawa sab kuchh fana kar jaegi zindagi guzregi mujh ko raund kar pairon tale maut lekin mujh ko sine se laga kar jaegi [...] Continue Reading... Share on:
aasman kuchh bhi nahin ab tere karne ke liyeShayari By Shahryar26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalaasman kuchh bhi nahin ab tere karne ke liye main ne sab tayyariyan kar li hain marne ke liye is bulandi khauf se aazad ho us ne kaha chand se jab bhi kaha niche utarne ke liye [...] Continue Reading... Share on:
jawan-marg ka nauhaShayari By Rahat Naseem Malik13 Nov 2020 02:17:55 PMNazmhamein jawani mein maut aaegi bhigte takiye ke sard sine pe apni sanson mein garm banhon ki pyas le kar sulagne wali har ek doshiza jaanti hai [...] Continue Reading... Share on:
viran sarae ka diya haiShayari By Obaidullah Aleem12 Nov 2020 01:40:05 AMGhazalviran sarae ka diya hai jo kaun-o-makan mein jal raha hai ye kaisi bichhadne ki saza hai aaine mein chehra rakh gaya hai [...] Continue Reading... Share on:
ghar mein bashinde to ek naz mein mar jate hainShayari By Mushafi Ghulam Hamdani26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalghar mein bashinde to ek naz mein mar jate hain aur jo ham-sae hain aawaz mein mar jate hain kabk o taus ko chalta hai tu thahra ke to hum teri raftar ke andaz mein mar jate hain [...] Continue Reading... Share on: