koi hasin manzar aankhon se jab ojhal ho jaegaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkoi hasin manzar aankhon se jab ojhal ho jaega mujh ko pagal kahne wala khud hi pagal ho jaega palkon pe us ki jale bujhenge jugnu jab meri yaadon ke kamre mein hongi barsaten ghar jangal ho jaega [...] Continue Reading... Share on:
dil ke diwar-o-dar pe kya dekhaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldil ke diwar-o-dar pe kya dekha bas tera nam hi likha dekha teri aankhon mein hum ne kya dekha kabhi qatil kabhi khuda dekha [...] Continue Reading... Share on:
kya jaane use wahm hai kya meri taraf seShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkya jaane use wahm hai kya meri taraf se jo khwab mein bhi raat ko tanha nahin aata i wonder to what misgivings she is prone that even in my dreams she's not alone [...] Continue Reading... Share on:
lamha lamha bar hai tere baghairShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazallamha lamha bar hai tere baghair zindagi dushwar hai tere baghair dil ki be-tabi ka aalam kya kahun har nafas talwar hai tere baghair [...] Continue Reading... Share on:
sar-e-rah ab na yun mujhko pukaro tum hi aa jaoShayari By 19 Nov 2020 01:20:30 AMGhazalsar-e-rah ab na yun mujh ko pukaro tum hi aa jao zara zahmat to hogi raaz-daro tum hi aa jao kahin aisa na ho dam tod den hasrat se diwane qafas tak un se milne ko bahaaro tum hi aa jao [...] Continue Reading... Share on:
mera mashuq hai mazon mein bharaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermera mashuq hai mazon mein bhara kabhu mitha kabhu salona hai Continue Reading... Share on: