ab ke tajdid-e-wafa ka nahin imkan jaananShayari By 16 Aug 2021 03:01:22 AMGhazalab ke tajdid-e-wafa ka nahin imkan jaanan yaad kya tujh ko dilaen tera paiman jaanan yunhi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai kis qadar jald badal jate hain insan jaanan [...] Continue Reading... Share on:
tumhaare KHat mein naya ek salam kis ka thaShayari By 02 Aug 2021 11:26:13 PMGhazaltumhaare khat mein naya ek salam kis ka tha na tha raqib to aakhir wo nam kis ka tha that new greeting in your note, from whom was it do say if not my rival's signature, whose name was it then, pray? [...] Continue Reading... Share on:
apne ehsas se chhu kar mujhe sandal kar doShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalapne ehsas se chhu kar mujhe sandal kar do main ki sadiyon se adhura hun mukammal kar do na tumhein hosh rahe aur na mujhe hosh rahe is qadar tut ke chaho mujhe pagal kar do [...] Continue Reading... Share on:
zalim ki to aadat hai satata hi rahegaShayari By 24 Nov 2020 10:50:37 AMSherzalim ki to aadat hai satata hi rahega apni bhi tabiat hai bahalti hi rahegi Continue Reading... Share on:
hum KHuda ke kabhi qail hi na theShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhum khuda ke kabhi qail hi na the un ko dekha to khuda yaad aaya towards the creator, i was not inclined but then i saw her, and he came to mind [...] Continue Reading... Share on:
dekha hilal-e-eid to aaya tera KHayalShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherdekha hilal-e-eid to aaya tera khayal wo aasman ka chand hai tu mera chand hai Continue Reading... Share on: