ho gai hai pir parwat si pighalni chahiyeShayari By Dushyant Kumar28 Jan 2021 10:18:38 PMHindi Ghazalsho gai hai pir parwat si pighalni chahiye is himale se koi ganga nikalni chahiye aaj ye diwar pardon ki tarah hilne lagi shart lekin thi ki ye buniyaad hilni chahiye [...] Continue Reading... Share on:
tu samajhta hai hawadis hain satane ke liyeShayari By Syed sadiq husain22 Nov 2020 06:57:09 PMGhazaltu samajhta hai hawadis hain satane ke liye ye hua karte hain zahir aazmane ke liye tundi-e-baad-e-mukhalif se na ghabra ai uqab ye to chalti hai tujhe uncha udane ke liye [...] Continue Reading... Share on:
har tarah ke jazbaat ka elan hain aankhenShayari By Sahir Ludhianvi26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhar tarah ke jazbaat ka elan hain aankhen shabnam kabhi shoala kabhi tufan hain aankhen aankhon se badi koi taraazu nahin hoti tulta hai bashar jis mein wo mizan hain aankhen [...] Continue Reading... Share on:
wo shaKHs ki main jis se mohabbat nahin kartaShayari By Qateel Shifai26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwo shakhs ki main jis se mohabbat nahin karta hansta hai mujhe dekh ke nafrat nahin karta pakda hi gaya hun to mujhe dar pe khincho sachcha hun magar apni wakalat nahin karta [...] Continue Reading... Share on:
safar mein dhup to hogi jo chal sako to chaloShayari By Nida Fazli26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsafar mein dhup to hogi jo chal sako to chalo sabhi hain bhid mein tum bhi nikal sako to chalo kisi ke waste rahen kahan badalti hain tum apne aap ko khud hi badal sako to chalo [...] Continue Reading... Share on:
dariya ho ya pahaD ho Takrana chahiyeShayari By Nida Fazli26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldariya ho ya pahad ho takrana chahiye jab tak na sans tute jiye jaana chahiye yun to qadam qadam pe hai diwar samne koi na ho to khud se ulajh jaana chahiye [...] Continue Reading... Share on: