musafiron se mohabbat ki baat kar lekinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermusafiron se mohabbat ki baat kar lekin musafiron ki mohabbat ka e'tibar na kar Continue Reading... Share on:
wo raat ka be-nawa musafir wo tera shair wo tera nasirShayari By 11 Nov 2020 12:59:17 AMSherwo raat ka be-nawa musafir wo tera shair wo tera 'nasir' teri gali tak to hum ne dekha tha phir na jaane kidhar gaya wo Continue Reading... Share on:
kuchh TuTe phaTe sine ko sath apne safar meinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkuchh tute phate sine ko sath apne safar mein kya wo bhi musafir jo na rakkhe sui taga Continue Reading... Share on:
hota hai musafir ko do-rahe mein tawaqqufShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhota hai musafir ko do-rahe mein tawaqquf rah ek hai uth jae jo shak dair-o-haram ka Continue Reading... Share on:
ek jam-e-mai ki KHatir palkon se ye musafirShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherek jam-e-mai ki khatir palkon se ye musafir jarob-kash raha hai barson dar-e-mughan ka Continue Reading... Share on:
nagri nagri phira musafir ghar ka rasta bhul gayaShayari By 10 Nov 2020 03:08:11 PMShernagri nagri phira musafir ghar ka rasta bhul gaya kya hai tera kya hai mera apna paraya bhul gaya Continue Reading... Share on: