muddat se KHwab mein bhi nahin nind ka KHayalShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermuddat se khwab mein bhi nahin nind ka khayal hairat mein hun ye kis ka mujhe intizar hai Continue Reading... Share on:
kaho to kis tarah aawe wahan nindShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkaho to kis tarah aawe wahan nind jahan khurshid-ru ho aa ke ham-khwab Continue Reading... Share on:
tumhaari aankh mein kaifiyyat-e-KHumar to haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShertumhaari aankh mein kaifiyyat-e-khumar to hai sharab ka na sahi nind ka asar hi sahi Continue Reading... Share on:
nind aati hai agar jalti hui aankhon meinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShernind aati hai agar jalti hui aankhon mein koi diwane ki zanjir hila deta hai Continue Reading... Share on:
nind TuTi hai to ehsas-e-ziyan bhi jagaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShernind tuti hai to ehsas-e-ziyan bhi jaga dhup diwar se aangan mein utar aai hai Continue Reading... Share on:
KHwabon se na jao ki abhi raat bahut haiShayari By 20 Nov 2020 11:30:59 PMGhazalkhwabon se na jao ki abhi raat bahut hai pahlu mein tum aao ki abhi raat bahut hai ji bhar ke tumhein dekh lun taskin ho kuchh to mat shama bujhao ki abhi raat bahut hai [...] Continue Reading... Share on: