ai shab-e-KHwab ye hangam-e-tahayyur kya haiShayari By 21 Sep 2023 08:59:48 PMSherai shab-e-khwab ye hangam-e-tahayyur kya hai khud ko gar nind se bedar kiya hai main ne Continue Reading... Share on:
tere pahlu mein zara der ko susta lungaShayari By 19 Aug 2023 05:58:40 PMShertere pahlu mein zara der ko susta lunga tujh tak aa pahuncha agar nind mein chalta hua main Continue Reading... Share on:
main apni angusht kaTta tha ki bich mein nind aa na jaeShayari By 03 Sep 2022 05:15:20 PMShermain apni angusht katta tha ki bich mein nind aa na jae agarche sab khwab ka safar tha magar haqiqat mein aa basa hun Continue Reading... Share on:
din Dhala raat phir aa gai so raho so rahoShayari By 15 Aug 2021 04:36:06 PMGhazaldin dhala raat phir aa gai so raho so raho manzilon chha gai khamushi so raho so raho sara din tapte suraj ki garmi mein jalte rahe thandi thandi hawa phir chali so raho so raho [...] Continue Reading... Share on:
main jagun sari rain sajan tum so jaoShayari By 29 Jan 2021 05:29:45 PMGeetmain jagun sari rain sajan tum so jao giton mein chhupa lun bain sajan tum so jao sham dhale se bhor bhae tak jag ke jab katti hai ghadiyan madhur milan ki os mein bas kar khilti hain jab jiwan ki kaliyan [...] Continue Reading... Share on:
sham se un ke tasawwur ka nasha tha itnaShayari By 04 Dec 2020 05:08:30 AMShersham se un ke tasawwur ka nasha tha itna nind aai hai to aankhon ne bura mana hai Continue Reading... Share on: