waqt-e-ghurub aaj karamat ho gaiShayari By Firaq Gorakhpuri26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwaqt-e-ghurub aaj karamat ho gai zulfon ko us ne khol diya raat ho gai kal tak to us mein aisi karamat na thi koi wo aankh aaj qibla-e-hajat ho gai [...] Continue Reading... Share on:
kya kah gai kisi ki nazar kuchh na puchhiyeShayari By Akhtar Shirani26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkya kah gai kisi ki nazar kuchh na puchhiye kya kuchh hua hai dil pe asar kuchh na puchhiye wo dekhna kisi ka kanakhiyon se bar bar wo bar bar us ka asar kuchh na puchhiye [...] Continue Reading... Share on:
ata hui kise sanad nazar nazar ki baat haiShayari By Akbar Hyderabadi24 Oct 2020 01:13:16 AMGhazalata hui kise sanad nazar nazar ki baat hai hua hai kaun nam-zad nazar nazar ki baat hai gul o sitara o qamar sabhi hasin hain magar hai kaun in mein mustanad nazar nazar ki baat hai [...] Continue Reading... Share on:
ja raha tha main sar jhukae hueAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitaja raha tha main sar jhukae hue guzri ek mah-ru barabar se bhar ke apni nazar mein kuchh kirnen us ne sine mein dal din mere Continue Reading... Share on:
baaten karne mein phul jhaDte hainAdmin01 Jan 2017 12:30:00 PMQitabaaten karne mein phul jhadte hain barq girti hai muskurane mein nazren! jaise farakh-dil saqi khum lundhae sharab-khane mein Continue Reading... Share on: