marsiya-e-tagore

Shayari By

tagore jin gulon mein hai ab shumar tera
muddat se un gulon ko tha intizar tera

lekin payam-e-furqat afsos jab se aaya
ek aalam-e-tafakkur hindostan pe chhaya [...]

dilip-kumar

Shayari By

are hero!
adakari na kar chal uth

ki lakhon dil teri aankhon se dhadkan lene aae hain
chalo mana teri aankhen kuchh aisi thin [...]

mirza ghaalib

Shayari By

madar-e-hind ke fankar the mirza 'ghaalib'
apne fan mein bade hushyar the mirza 'ghaalib'

aap ka nam asadullah tha nau-shah laqab
mirza ghaalib se hue baad mein maruf-e-adab [...]

nazr-ahmad-faraaz

Shayari By

phir rasm zamane ki nibhane ke liye aa
mil kar ke gale id manane ke liye aa

sur tal nae phir se milane ke liye aa
dholak pe zara thap lagane ke liye aa [...]

nanak

Shayari By

qaum ne paigham-e-gautam ki zara parwa na ki
qadr pahchani na apne gauhar-e-yak-dana ki

aah bad-qismat rahe aawaz-e-haq se be-khabar
ghafil apne phal ki shirini se hota hai shajar [...]

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close