tu apni aawaz mein gum hai main apni aawaz mein chupShayari By Obaidullah Aleem12 Nov 2020 01:39:51 AMGhazaltu apni aawaz mein gum hai main apni aawaz mein chup donon bich khadi hai duniya aaina-e-alfaz mein chup awwal awwal bol rahe the khwab-bhari hairani mein phir hum donon chale gae patal se gahre raaz mein chup [...] Continue Reading... Share on:
miTTi tha main KHamir tere naz se uThaShayari By Obaidullah Aleem12 Nov 2020 01:37:34 AMGhazalmitti tha main khamir tere naz se utha phir haft-asman meri parwaz se utha insan ho kisi bhi sadi ka kahin ka ho ye jab utha zamir ki aawaz se utha [...] Continue Reading... Share on:
din ek ke baad ek guzarte hue bhi dekhShayari By Mohammad Alvi26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldin ek ke baad ek guzarte hue bhi dekh ek din tu apne aap ko marte hue bhi dekh har waqt khilte phul ki jaanib taka na kar murjha ke pattiyon ko bikharte hue bhi dekh [...] Continue Reading... Share on:
hai fasilen uTha raha mujh meinShayari By Jaun Eliya26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhai fasilen utha raha mujh mein jaane ye kaun aa raha mujh mein 'jaun' mujh ko jila-watan kar ke wo mere bin bhala raha mujh mein [...] Continue Reading... Share on:
zara socho to mere sath aisa kyun hua haiShayari By Hamdam Kashmiri31 Oct 2020 04:29:51 AMGhazalzara socho to mere sath aisa kyun hua hai badan tuta hua tha para para kyun hua hai khud apni mauj se begana dariya kyun hua hai jo hona hi nahin tha aaj aisa kyun hua hai [...] Continue Reading... Share on:
zamin chhoD kar main kidhar jaungaShayari By Adil Mansuri23 Oct 2020 12:15:27 PMGhazalzamin chhod kar main kidhar jaunga andheron ke andar utar jaunga meri pattiyan sari sukhi huin nae mausamon mein bikhar jaunga [...] Continue Reading... Share on: