elaj-e-dilShayari By Zia-ul-Haq Qasmi29 Jan 2021 06:38:59 PMMazahiyadoctor se main ilaj-e-dil karane jab gaya mashwara us ne diya tu sher kahna chhod de aur blood-pressure ke bare mein jo pucha to kaha ai mariz-e-jaan-ba-lab akhbar padhna chhod de [...] Continue Reading... Share on:
bikhar jaenge hum kya jab tamasha KHatm hogaShayari By Iftikhar Arif29 Jan 2021 06:38:02 PMGhazalbikhar jaenge hum kya jab tamasha khatm hoga mere mabud aakhir kab tamasha khatm hoga charagh-e-hujra-e-darwesh ki bujhti hui lau hawa se kah gai hai ab tamasha khatm hoga [...] Continue Reading... Share on:
ashk pine ke liye KHak uDane ke liyeShayari By Shakeel Jamali26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalashk pine ke liye khak udane ke liye ab mere pas khazana hai lutane ke liye aisi dafa na laga jis mein zamanat mil jae mere kirdar ko chun apne nishane ke liye [...] Continue Reading... Share on:
wo shaKHs ki main jis se mohabbat nahin kartaShayari By Qateel Shifai26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalwo shakhs ki main jis se mohabbat nahin karta hansta hai mujhe dekh ke nafrat nahin karta pakda hi gaya hun to mujhe dar pe khincho sachcha hun magar apni wakalat nahin karta [...] Continue Reading... Share on:
khula hai jhuT ka bazar aao sach bolenShayari By Qateel Shifai26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkhula hai jhut ka bazar aao sach bolen na ho bala se kharidar aao sach bolen sukut chhaya hai insaniyat ki qadron par yahi hai mauqa-e-izhaar aao sach bolen [...] Continue Reading... Share on:
pa-ba-gil sab hain rihai ki kare tadbir kaunShayari By Parveen Shakir26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalpa-ba-gil sab hain rihai ki kare tadbir kaun dast-basta shahr mein khole meri zanjir kaun mera sar hazir hai lekin mera munsif dekh le kar raha hai meri fard-e-jurm ko tahrir kaun [...] Continue Reading... Share on: