mera mazhab ishq ka mazhab jis mein koi tafriq nahinShayari By 16 Nov 2020 07:47:39 PMShermera mazhab ishq ka mazhab jis mein koi tafriq nahin mere halqe mein aate hain 'tulsi' bhi aur 'jami' bhi Continue Reading... Share on:
mahadev-ji ka byahShayari By 21 Nov 2020 03:45:40 PMNazmpahle nanw ganesh ka, lijiye sis nawae ja se karaj sidh hon, sada mahurat lae bol bachan aanand ke, prem, pit aur chah sun lo yaro, dhyan dhar, mahadew ka byah [...] Continue Reading... Share on:
ai hinduo musalman aapas mein in dinon tumShayari By 04 Nov 2020 03:04:40 PMSherai hinduo musalman aapas mein in dinon tum nafrat ghatae jao ulfat badhae jao Continue Reading... Share on:
sabhi ke dip sundar hain hamare kya tumhaare kyaShayari By 31 Oct 2020 12:47:53 AMShersabhi ke dip sundar hain hamare kya tumhaare kya ujala har taraf hai is kinare us kinare kya Continue Reading... Share on:
naya shiwalaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmsach kah dun ai barhaman gar tu bura na mane tere sanam-kadon ke but ho gae purane apnon se bair rakhna tu ne buton se sikha jang-o-jadal sikhaya waiz ko bhi khuda ne [...] Continue Reading... Share on:
hindustani bachchon ka qaumi gitShayari By 11 Nov 2020 06:32:47 PMNazmchishti ne jis zamin mein paigham-e-haq sunaya nanak ne jis chaman mein wahdat ka git gaya tatariyon ne jis ko apna watan banaya jis ne hijaziyon se dasht-e-arab chhudaya [...] Continue Reading... Share on: