hindostanShayari By Zafar Ali Khan19 Feb 2021 11:52:58 PMNazmnaqus se gharaz hai na matlab azan se hai mujh ko agar hai ishq to hindostan se hai tahzib-e-hind ka nahin chashma agar azal ye mauj-e-rang-rang phir aai kahan se hai [...] Continue Reading... Share on:
inqalabShayari By Syed Taslim Haider Qamar22 Nov 2020 07:31:07 PMNazmzamane ki hawa badli udhar rang-e-chaman badla gulon ne jab rawish badli anadil ne watan badla tariqa aashnai ka kabhi aisa na badla tha ki chaal ushshaq ne badli hasinon ne chalan badla [...] Continue Reading... Share on:
26 januaryShayari By Sahir Ludhianvi15 Nov 2020 05:58:09 PMNazmaao ki aaj ghaur karen is sawal par dekhe the hum ne jo wo hasin khwab kya hue daulat badhi to mulk mein aflas kyun badha khush-haali-e-awam ke asbab kya hue [...] Continue Reading... Share on:
tarana-e-qaumiShayari By Safeer Kakorvi15 Nov 2020 01:58:18 PMNazmmarhaba ai khak-e-pak-e-kishwar-e-hindostan yaadgar-e-ahd-e-mazi hai tu ai jaan-e-jahan kaise kaise auliya guzre aur qutub-e-zaman jin ke qadmon ne banaya hai tujhe jannat-nishan [...] Continue Reading... Share on:
chhabbis januaryShayari By Nazeer Banarasi13 Nov 2020 04:17:01 PMNazmai shanti ahinsa ki udti hui pari aa tu bhi aa ki aa gai chhabbis january sar par basant ghas zamin par hari hari phulon se dali dali chaman ki bhari bhari [...] Continue Reading... Share on:
baDe naz se aaj ubhra hai surajShayari By Moin Ahsan Jazbi10 Nov 2020 03:54:01 PMNazmbade naz se aaj ubhra hai suraj himala ke unche kalas jagmagae pahadon ke chashmon ko sona banaya nae bil nae zor in ko sikhae [...] Continue Reading... Share on: