chamak raha hai KHema-e-raushan dur sitare saShayari By 03 Apr 2021 01:15:03 AMSherchamak raha hai khema-e-raushan dur sitare sa dil ki kashti tair rahi hai khule samundar mein Continue Reading... Share on:
girte hain samundar mein baDe shauq se dariyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShergirte hain samundar mein bade shauq se dariya lekin kisi dariya mein samundar nahin girta Continue Reading... Share on:
nazron se napta hai samundar ki wusatenShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShernazron se napta hai samundar ki wusaten sahil pe ek shakhs akela khada hua Continue Reading... Share on:
unhen Thahre samundar ne DuboyaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherunhen thahre samundar ne duboya jinhen tufan ka andaza bahut tha Continue Reading... Share on:
samundar ada-fahm tha ruk gayaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShersamundar ada-fahm tha ruk gaya ki hum panw pani pe dharne ko the Continue Reading... Share on:
band ho jata hai kuze mein kabhi dariya bhiShayari By 03 Nov 2020 12:53:39 PMSherband ho jata hai kuze mein kabhi dariya bhi aur kabhi qatra samundar mein badal jata hai Continue Reading... Share on: