KHuda-ra aa ke meri lo KHabar kahan ho tumShayari By 26 Nov 2020 11:36:27 PMGhazalkhuda-ra aa ke meri lo khabar kahan ho tum mere habib mere chaara-gar kahan ho tum na raston ki khabar aur na manzilon ka pata kahan main jaun mere rahbar kahan ho tum [...] Continue Reading... Share on:
jawaz koi agar meri bandagi ka nahinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherjawaz koi agar meri bandagi ka nahin main puchhta hun tujhe kya mila khuda ho kar Continue Reading... Share on:
sine mein jalan aankhon mein tufan sa kyun haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsine mein jalan aankhon mein tufan sa kyun hai is shahr mein har shakhs pareshan sa kyun hai dil hai to dhadakne ka bahana koi dhunde patthar ki tarah be-his o be-jaan sa kyun hai [...] Continue Reading... Share on:
justuju jis ki thi usko to na paya humneShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaljustuju jis ki thi us ko to na paya hum ne is bahane se magar dekh li duniya hum ne sab ka ahwal wahi hai jo hamara hai aaj ye alag baat ki shikwa kiya tanha hum ne [...] Continue Reading... Share on:
jab bhi milti hai mujhe ajnabi lagti kyun haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaljab bhi milti hai mujhe ajnabi lagti kyun hai zindagi roz nae rang badalti kyun hai dhup ke qahr ka dar hai to dayar-e-shab se sar-barahna koi parchhain nikalti kyun hai [...] Continue Reading... Share on:
buniyaad-e-jahan mein kaji kyun haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalbuniyaad-e-jahan mein kaji kyun hai har shai mein kisi ki kami kyun hai kyun chehra-e-khar shagufta hai aur shakh-e-gulab jhuki kyun hai [...] Continue Reading... Share on: