aankhon ke kashkol shikasta ho jaenge sham koShayari By Rais Farogh15 Nov 2020 03:41:12 PMGhazalaankhon ke kashkol shikasta ho jaenge sham ko din bhar chehre jama kiye hain kho jaenge sham ko sare ped safar mein honge aur gharon ke samne jitne ped hain utne sae lahraenge sham ko [...] Continue Reading... Share on:
kahan se aa gaya kahan ye sham bhi kahan huiShayari By Payam Fatehpuri16 Nov 2020 04:50:36 PMGhazalkahan se aa gaya kahan ye sham bhi kahan hui na ham-nafas na ham-zaban ye sham bhi kahan hui bujhi nazar bujhe qadam na rahbar na ham-safar na rahguzar na karwan ye sham bhi kahan hui [...] Continue Reading... Share on:
ta-hashr zid mein subh ki aati rahegi shamShayari By Nisar Tareen Jazib11 Nov 2020 08:32:19 PMGhazalta-hashr zid mein subh ki aati rahegi sham gul honge jo charagh jalati rahegi sham har sham le ke aaegi paigham subh ka har subh jal ke dhup mein lati rahegi sham [...] Continue Reading... Share on:
ujaD ujaD ke sanwarti hai tere hijr ki shamShayari By Mohsin Naqvi26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalujad ujad ke sanwarti hai tere hijr ki sham na puchh kaise guzarti hai tere hijr ki sham ye barg barg udasi bikhar rahi hai meri ki shakh shakh utarti hai tere hijr ki sham [...] Continue Reading... Share on:
kahte hain log ye ki baDi dil-nashin hai shamShayari By Karamat Ali Karamat17 Nov 2020 04:36:57 PMGhazalkahte hain log ye ki badi dil-nashin hai sham lekin mujhe ye lagta hai andoh-gin hai sham ye ek chhalawa hai ki pahadon ki aag hai wahm-o-guman ki shakl mein jaise yaqin hai sham [...] Continue Reading... Share on:
kitni mushkil se bahla tha ye kya kar gai shamShayari By Hasan Kamal31 Oct 2020 07:57:53 AMGhazalkitni mushkil se bahla tha ye kya kar gai sham hanste gate dil ko pal mein tanha kar gai sham dur ufuq par kis ki aankhen ro ro ho gain lal ret kinare kis ka aanchal gila kar gai sham [...] Continue Reading... Share on: