baDa shahrShayari By Zia Jalandhari30 Nov 2020 04:46:22 AMNazmkarachi kisi dew-qad kekde ki tarah samundar ke sahil pe panw pasare pada hai nasen us ki faulad-o-ahan badan ret cement patthar [...] Continue Reading... Share on:
mujhko kahaniyan na suna shahr ko bachaShayari By Taimur Hasan23 Nov 2020 01:10:25 AMGhazalmujh ko kahaniyan na suna shahr ko bacha baaton se mera dil na lubha shahr ko bacha mere tahaffuzat hifazat se hain jude mere tahaffuzat mita shahr ko bacha [...] Continue Reading... Share on:
kabhi kisi ko mukammal jahan nahin miltaShayari By Nida Fazli26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkabhi kisi ko mukammal jahan nahin milta kahin zamin kahin aasman nahin milta tamam shahr mein aisa nahin khulus na ho jahan umid ho is ki wahan nahin milta [...] Continue Reading... Share on:
tanhai ki gali mein hawaon ka shor thaShayari By Kafeel Aazar Amrohvi23 Nov 2020 01:08:15 PMGhazaltanhai ki gali mein hawaon ka shor tha aankhon mein so raha tha andhera thaka hua sine mein jaise tir sa paiwast ho gaya tha kitna dil-kharash udasi ka qahqaha [...] Continue Reading... Share on:
bambai raat samundarShayari By Ameeq Hanafi01 Nov 2020 09:46:29 PMNazmsamundar bolta hai samundar apni pur-asrar maujon ki zaban mein bolta hai samundar ki sadaen chir deti hain shab-e-tarik ki chadar ubal padti hain [...] Continue Reading... Share on:
tabdiliShayari By Akhtarul Iman26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmis bhare shahr mein koi aisa nahin jo mujhe rah chalte ko pahchan le aur aawaz de o be o sar-phire donon ek dusre se lipat kar wahin [...] Continue Reading... Share on: