kal raat jo indhan ke liye kaT ke gira haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherkal raat jo indhan ke liye kat ke gira hai chidiyon ko bahut pyar tha us budhe shajar se Continue Reading... Share on:
main ek shajar ki tarah rah-guzar mein Thahra hunShayari By 18 Nov 2020 11:36:55 PMShermain ek shajar ki tarah rah-guzar mein thahra hun thakan utar ke tu kis taraf rawana hua Continue Reading... Share on:
har shaKHs par kiya na karo itna etimadShayari By 12 Nov 2020 04:29:57 PMSherhar shakhs par kiya na karo itna e'timad har saya-dar shai ko shajar mat kaha karo Continue Reading... Share on:
wahi charagh bujha jis ki lau qayamat thiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherwahi charagh bujha jis ki lau qayamat thi usi pe zarb padi jo shajar purana tha Continue Reading... Share on:
bhale hi chhanw na de aasra to deta haiShayari By 30 Oct 2020 05:53:05 PMSherbhale hi chhanw na de aasra to deta hai ye aarzu ka shajar hai khizan-rasida sahi Continue Reading... Share on:
makan banate hue chhat bahut zaruri haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermakan banate hue chhat bahut zaruri hai bacha ke sehn mein lekin shajar bhi rakhna hai Continue Reading... Share on: