ye KHayal tha kabhi KHwab mein tujhe dekhteShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye khayal tha kabhi khwab mein tujhe dekhte kabhi zindagi ki kitab mein tujhe dekhte mere mah tum to hijab hi mein rahe magar hamein tab thi tab-o-tab mein tujhe dekhte [...] Continue Reading... Share on:
chupke se idhar aa jaoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmdarwaza-e-jaan se ho kar chupke se idhar aa jao is barf bhari bori ko pichhe ki taraf sarkao [...] Continue Reading... Share on:
dil chiz kya hai aap meri jaan lijiyeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldil chiz kya hai aap meri jaan lijiye bas ek bar mera kaha man lijiye is anjuman mein aap ko aana hai bar bar diwar-o-dar ko ghaur se pahchan lijiye [...] Continue Reading... Share on:
hum hain sar-ta-ba-pa tamannaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhum hain sar-ta-ba-pa tamanna kaisi ummid kya tamanna ho kitni hi khush-gawar phir bhi hai dil ke liye bala tamanna [...] Continue Reading... Share on:
intizarShayari By 09 Nov 2020 12:07:34 PMNazmguzar rahe hain shab o roz tum nahin aatin riyaz-e-zist hai aazurda-e-bahaar abhi mere khayal ki duniya hai sogwar abhi jo hasraten tere gham ki kafil hain pyari [...] Continue Reading... Share on:
zaKHmon ke nae phul khilane ke liye aaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalzakhmon ke nae phul khilane ke liye aa phir mausam-e-gul yaad dilane ke liye aa masti liye aankhon mein bikhere hue zulfen aa phir mujhe diwana banane ke liye aa [...] Continue Reading... Share on: