sath den log phir bhi tanhaiShayari By 29 May 2021 12:53:17 PMGhazalsath den log phir bhi tanhai yani main aur meri tanhai mujh ko khud se sawal karne hain mujh ko de do na thodi tanhai [...] Continue Reading... Share on:
chand tanha hai aasman tanhaShayari By 13 Mar 2021 07:48:33 PMSherchand tanha hai aasman tanha dil mila hai kahan kahan tanha Continue Reading... Share on:
har taraf apne hi apne hae tanhai na puchhShayari By 03 Feb 2021 10:49:42 AMSherhar taraf apne hi apne hae tanhai na puchh kis qadar khalti hai aksar hum ko binai na puchh Continue Reading... Share on:
tanhaiyan tumhaara pata puchhti rahinShayari By 04 Dec 2020 05:22:35 AMShertanhaiyan tumhaara pata puchhti rahin shab-bhar tumhaari yaad ne sone nahin diya Continue Reading... Share on:
ab is ghar ki aabaadi mehmanon par haiShayari By 30 Nov 2020 02:51:58 AMSherab is ghar ki aabaadi mehmanon par hai koi aa jae to waqt guzar jata hai Continue Reading... Share on:
din ko bhi itna andhera hai mere kamre meinShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaldin ko bhi itna andhera hai mere kamre mein saya aate hue darta hai mere kamre mein gham thaka-haara musafir hai chala jaega kuchh dinon ke liye thahra hai mere kamre mein [...] Continue Reading... Share on: