apna rafiq-o-ashna ghair-e-KHuda koi nahinShayari By 20 Jan 2024 08:43:23 AMGhazalapna rafiq-o-ashna ghair-e-khuda koi nahin ranj-o-mehan mein gham-zada ghair-e-khuda koi nahin puchha jo main hakim se illat-e-kun-fakan hai kaun soch ke us ne ye kaha ghair-e-khuda koi nahin [...] Continue Reading... Share on:
dariya se mauj mauj se dariya juda nahinShayari By 30 Sep 2023 03:01:05 AMSherdariya se mauj mauj se dariya juda nahin hum se juda nahin hai khuda aur khuda se hum Continue Reading... Share on:
madrasa ya dair tha ya kaba ya but-KHana thaShayari By 18 Jan 2022 12:13:57 AMGhazalmadrasa ya dair tha ya kaba ya but-khana tha hum sabhi mehman the wan tu hi sahab-khana tha wae nadani ki waqt-e-marg ye sabit hua khwab tha jo kuchh ki dekha jo suna afsana tha [...] Continue Reading... Share on:
to hi zahir hai tu hi baatin haiShayari By 14 Jan 2022 05:35:25 PMSherto hi zahir hai tu hi baatin hai tu hi tu hai to main kahan tak hun Continue Reading... Share on:
jag mein aa kar idhar udhar dekhaShayari By 02 Aug 2021 05:52:40 PMGhazaljag mein aa kar idhar udhar dekha tu hi aaya nazar jidhar dekha i came into this world and looked around you, manifest, in every place, i found [...] Continue Reading... Share on:
KHabar-e-tahayyur-e-ishq sun na junun raha na pari rahiShayari By 02 Aug 2021 05:52:03 PMGhazalkhabar-e-tahayyur-e-ishq sun na junun raha na pari rahi na to tu raha na to main raha jo rahi so be-khabari rahi shah-e-be-khudi ne ata kiya mujhe ab libas-e-barahnagi na khirad ki bakhiya-gari rahi na junun ki parda-dari rahi [...] Continue Reading... Share on: