banata hun main tasawwur mein us ka chehra magarShayari By 05 Oct 2023 01:04:36 PMSherbanata hun main tasawwur mein us ka chehra magar har ek bar nai kaenat banti hai Continue Reading... Share on:
baz-gashtShayari By 05 Nov 2021 11:50:16 AMNazmkhamushi rengti hai rahon par ek afsun-ba-dosh khwab liye raat ruk ruk ke sans leti hai apni zulmat ka bojh uthae hue [...] Continue Reading... Share on:
dekhun hun tujhko dur se baiTha hazar kosShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherdekhun hun tujh ko dur se baitha hazar kos ainak na chahiye na yahan durbin mujhe Continue Reading... Share on:
yun teri yaad mein din raat magan rahta hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSheryun teri yaad mein din raat magan rahta hun dil dhdakna tere qadmon ki sada lagta hai Continue Reading... Share on:
ghar ki tamir tasawwur hi mein ho sakti haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherghar ki tamir tasawwur hi mein ho sakti hai apne naqshe ke mutabiq ye zamin kuchh kam hai Continue Reading... Share on:
un ka gham un ka tasawwur un ke shikwe ab kahanShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherun ka gham un ka tasawwur un ke shikwe ab kahan ab to ye baaten bhi ai dil ho gain aai gai Continue Reading... Share on: