hawa ko aur bhi kuchh tez kar gae hain logShayari By Shaayar Lakhnavi18 Nov 2020 01:27:18 AMGhazalhawa ko aur bhi kuchh tez kar gae hain log charagh le ke na jaane kidhar gae hain log safar ke shauq mein itne azab jhele hain ki ab to qasd-e-safar hi se dar gae hain log [...] Continue Reading... Share on:
nae kapDe badal aur baal bana tere chahne wale aur bhi hainShayari By Sabir Zafar26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnae kapde badal aur baal bana tere chahne wale aur bhi hain koi chhod gaya ye shahr to kya tere chahne wale aur bhi hain kai palken hain aur ped kai mahfuz hai thandak jin ki abhi kahin dur na ja mat khak uda tere chahne wale aur bhi hain [...] Continue Reading... Share on:
aisi tez hawa aur aisi raat nahin dekhiShayari By Obaidullah Aleem12 Nov 2020 01:30:26 AMGhazalaisi tez hawa aur aisi raat nahin dekhi lekin hum ne maula jaisi zat nahin dekhi us ki shan-e-ajib ka manzar dekhne wala hai ek aisa khurshid ki jis ne raat nahin dekhi [...] Continue Reading... Share on:
Ezra-Pound ki maut parShayari By Akhtar Husain Jafri24 Oct 2020 12:26:14 PMNazmtujh ko kis phul ka kafan hum den tu juda aise mausamon mein hua jab darakhton ke hath khali hain intizar-e-bahaar bhi karte [...] Continue Reading... Share on: