kis se ummid karen koi elaj-e-dil kiShayari By 18 Jan 2022 08:23:21 AMSherkis se ummid karen koi elaj-e-dil ki chaaragar bhi to bahut dard ka mara nikla Continue Reading... Share on:
ai sharif insanoShayari By 02 Aug 2021 04:17:06 PMNazmkhun apna ho ya paraya ho nasl-e-adam ka khun hai aakhir jang mashriq mein ho ki maghrib mein amn-e-alam ka khun hai aakhir [...] Continue Reading... Share on:
ho gai hai pir parwat si pighalni chahiyeShayari By 28 Jan 2021 10:18:38 PMHindi Ghazalsho gai hai pir parwat si pighalni chahiye is himale se koi ganga nikalni chahiye aaj ye diwar pardon ki tarah hilne lagi shart lekin thi ki ye buniyaad hilni chahiye [...] Continue Reading... Share on:
shaKHen rahin to phul bhi patte bhi aaengeShayari By 04 Dec 2020 05:06:21 AMShershakhen rahin to phul bhi patte bhi aaenge ye din agar bure hain to achchhe bhi aaenge Continue Reading... Share on:
jo banda-e-KHuda tha KHuda hone wala haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaljo banda-e-khuda tha khuda hone wala hai kya kuchh abhi to jalwa-numa hone wala hai ye bhi durust hai ki payambar nahin hun main hai ye bhi sach ki mera kaha hone wala hai [...] Continue Reading... Share on:
aur koi dam ki mehman hai guzar jaegi raatShayari By 22 Nov 2020 02:57:50 AMGhazalaur koi dam ki mehman hai guzar jaegi raat dhalte dhalte aap-apni maut mar jaegi raat zindagi mein aur bhi kuchh zahr bhar jaegi raat ab agar thahri rag-o-pai mein utar jaegi raat [...] Continue Reading... Share on: