shash-jihat nuh falak aaenge nazar do-baTa-tinShayari By Josh Malsiani29 Jan 2021 02:40:33 AMMazahiyashash-jihat nuh falak aaenge nazar do-bata-tin chhe-bata-nau ke barabar hai agar do-bata-tin do khilaune jo kabhi hum ne tipai pe dhare aa gae saf muhandis ko nazar do-bata-tin [...] Continue Reading... Share on:
apna pata mujhe bata bahr-e-KHuda tu kaun haiShayari By Yasin Ali Khan Markaz26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalapna pata mujhe bata bahr-e-khuda tu kaun hai tujh pe hain sare mubtala bahr-e-khuda tu kaun hai nam-e-khuda suna kiya tere siwa nahin mila sari sifat se hai bhara bahr-e-khuda tu kaun hai [...] Continue Reading... Share on:
hazaron dukh paDen sahna mohabbat mar nahin saktiShayari By Wasi Shah26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhazaron dukh paden sahna mohabbat mar nahin sakti hai tum se bas yahi kahna mohabbat mar nahin sakti tera har bar mere khat ko padhna aur ro dena mera har bar likh dena mohabbat mar nahin sakti [...] Continue Reading... Share on:
ye shabnam phul tare chandni mein aks kis ka haiShayari By Syed Shakeel Desnavi26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye shabnam phul tare chandni mein aks kis ka hai sunahri dhup chhanw raushni mein aks kis ka hai ye dhalti sham ye qaus-e-quzah ki rang-amezi ye nile aasman ki dilkashi mein aks kis ka hai [...] Continue Reading... Share on:
zindagi tujhko jiya hai koi afsos nahinShayari By Sudarshan Fakir26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalzindagi tujh ko jiya hai koi afsos nahin zahr khud main ne piya hai koi afsos nahin main ne mujrim ko bhi mujrim na kaha duniya mein bas yahi jurm kiya hai koi afsos nahin [...] Continue Reading... Share on:
mariz-e-gham ke sahaaro koi to baat karoShayari By Shakeb Jalali19 Nov 2020 01:15:20 AMGhazalmariz-e-gham ke sahaaro koi to baat karo udas chand sitaro koi to baat karo kahan hai dub chuka ab to dubne wala shikasta-dil se kinaro koi to baat karo [...] Continue Reading... Share on: