sard jhonkon se bhaDakte hain badan mein shoaleShayari By 29 Mar 2021 11:39:57 PMShersard jhonkon se bhadakte hain badan mein shoale jaan le legi ye barsat qarib aa jao Continue Reading... Share on:
zindagi-bhar nahin bhulegi wo barsat ki raatShayari By 27 Jan 2021 01:28:30 AMGeetzindagi-bhar nahin bhulegi wo barsat ki raat ek anjaan hasina se mulaqat ki raat hae wo reshmin zulfon se barasta pani phul se galon pe rukne ko tarasta pani [...] Continue Reading... Share on:
wasl mein rang uD gaya meraShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherwasl mein rang ud gaya mera kya judai ko munh dikhaunga Continue Reading... Share on:
guzarne hi na di wo raat maineShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherguzarne hi na di wo raat main ne ghadi par rakh diya tha hath main ne Continue Reading... Share on:
main apne jism ki sargoshiyon ko sunta hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermain apne jism ki sargoshiyon ko sunta hun tere visal ki saat nikalti jati hai Continue Reading... Share on:
chand kaliyan nashat ki chun kar muddaton mahw-e-yas rahta hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherchand kaliyan nashat ki chun kar muddaton mahw-e-yas rahta hun tera milna khushi ki baat sahi tujh se mil kar udas rahta hun Continue Reading... Share on: