zindagi kahte hain jis ko chaar din ki baat haiShayari By 04 Dec 2020 06:26:40 AMSherzindagi kahte hain jis ko chaar din ki baat hai bas hamesha rahne wali ek khuda ki zat hai Continue Reading... Share on:
mir amdan bhi koi marta haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSher'mir' amdan bhi koi marta hai jaan hai to jahan hai pyare Continue Reading... Share on:
widaa karti hai rozana zindagi mujhkoShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherwidaa karti hai rozana zindagi mujh ko main roz maut ke manjdhaar se nikalta hun Continue Reading... Share on:
ajab tarah se guzari hai zindagi humneShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherajab tarah se guzari hai zindagi hum ne jahan mein rah ke na kar-e-jahan ko pahchana Continue Reading... Share on:
hamari zindagi kahne ki had tak zindagi hai basShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhamari zindagi kahne ki had tak zindagi hai bas ye shiraaza bhi dekha jae to barham hai barson se Continue Reading... Share on:
mangi thi ek bar dua humne maut kiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermangi thi ek bar dua hum ne maut ki sharminda aaj tak hain miyan zindagi se hum once upon a time for death i did pray i am ashamed of life my friend to this very day [...] Continue Reading... Share on: