dil gham se bhi bezar hai malum nahin kyonShayari By 11 Nov 2020 02:01:26 PMGhazaldil gham se bhi bezar hai malum nahin kyon ye aish bhi ab yar hai malum nahin kyon aalam hama dildar hai malum nahin kyon jo gham hai gham-e-yar hai malum nahin kyon [...] Continue Reading... Share on:
nigahon ka markaz bana ja raha hunShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnigahon ka markaz bana ja raha hun mohabbat ke hathon luta ja raha hun main qatra hun lekin ba-aghosh-e-dariya azal se abad tak baha ja raha hun [...] Continue Reading... Share on:
KHalwatShayari By 10 Nov 2020 08:00:21 PMNazmmujhe tum apni banhon mein jakad lo aur main tum ko kisi bhi dil-kusha jazbe se yaksar na-shanasana nashat-e-rang ki sarshaari-e-haalat se begana mujhe tum apni banhon mein jakad lo aur main tum ko [...] Continue Reading... Share on:
mujhe gharaz hai meri jaan ghul machane seShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmujhe gharaz hai meri jaan ghul machane se na tere aane se matlab na tere jaane se ajib hai meri fitrat ki aaj hi maslan mujhe sukun mila hai tere na aane se [...] Continue Reading... Share on:
ba-qadr-e-paimana-e-taKHayyul surur har dil mein hai KHudi kaShayari By 10 Nov 2020 03:39:02 PMGhazalba-qadr-e-paimana-e-takhayyul surur har dil mein hai khudi ka agar na ho ye fareb-e-paiham to dam nikal jae aadmi ka bas ek ehsas-e-na-rasai na josh is mein na hosh us ko junun pe haalat rubudgi ki khirad pe aalam ghunudgi ka [...] Continue Reading... Share on:
ye saqi ki karamat hai ki faiz-e-mai-parasti haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye saqi ki karamat hai ki faiz-e-mai-parasti hai ghata ke bhes mein mai-khane par rahmat barasti hai ye jo kuchh dekhte hain hum fareb-e-khwab-e-hasti hai takhayyul ke karishme hain bulandi hai na pasti hai [...] Continue Reading... Share on: