abhi kuchh aur karishme ghazal ke dekhte hainShayari By 03 Aug 2021 10:56:25 PMGhazalabhi kuchh aur karishme ghazal ke dekhte hain 'faraaz' ab zara lahja badal ke dekhte hain judaiyan to muqaddar hain phir bhi jaan-e-safar kuchh aur dur zara sath chal ke dekhte hain [...] Continue Reading... Share on:
tum apne chand tare kahkashan chahe jise denaShayari By 30 Nov 2020 09:19:12 AMShertum apne chand tare kahkashan chahe jise dena meri aankhon pe apni did ki ek sham likh dena Continue Reading... Share on:
mera ji to aankhon mein aaya ye sunteShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMShermera ji to aankhon mein aaya ye sunte ki didar bhi ek din aam hoga Continue Reading... Share on:
kasa-e-chashm le ke jun nargisShayari By 29 Nov 2020 12:22:28 PMSherkasa-e-chashm le ke jun nargis hum ne didar ki gadai ki Continue Reading... Share on:
aap idhar aae udhar din aur iman gaeShayari By 21 Nov 2020 07:29:20 PMSheraap idhar aae udhar din aur iman gae id ka chand nazar aaya to ramzan gae Continue Reading... Share on:
kahan tak waqt ke dariya ko hum Thahra hua dekhenShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkahan tak waqt ke dariya ko hum thahra hua dekhen ye hasrat hai ki in aankhon se kuchh hota hua dekhen bahut muddat hui ye aarzu karte hue hum ko kabhi manzar kahin hum koi an-dekha hua dekhen [...] Continue Reading... Share on: